How to play PUBG Mobile Deathmatch like a pro player || #PUBG MOBILE
Tips for Pubg mobile Deathmatch • Team deathmatch mein aapko sabse jada kill karni hai toh sabse phele aap apni sensitivity setting high pe rakhen jisse aapke player ki action speed fast rahe jisse aapke camera ko control karne mein aasani hogi. • Team deathmatch mein aap assualt rifle use karte ho jaise M762 , akm , M416 toh uske satg red dot ya 2x scope ka use karein 4x scope use na karen, 4x scope ka use tabhi kare jab aap kar98 sniper rifle chala rahe ho or ek baat or aap ish mode jada tar scope ka use na kare jada se jada bina scope ke enemy ko kill karne ki kosis karen isse jarur aap acha khel payenge. • Team deathmatch mein aapko ek golden gun bhi milti hai M249 ground ki beach main toh aap M249 ko hi choose karen M249 mein ammo capacity jada hoti jisse aapko apni gun ko reload nahi karna padega or aap apne enemies ko kill kar payenge. • Agar aapko sniping karni hai toh kisi cover main rehkar sniping kare kyunki ish mode mein jada space nahi hai toh aap jada